KPK ka
area 1901 say pehlay Punjab ka part tha jis ko British nay Punjab say kaat kar
NWFP bunna diya jub k 1893 mein British nay Durand Line k zariay Pathtoon areas
Afghanistan say alug kiay aur 1947 mein British nay Redcliff Award k zariay
Punjab ka eastern part alug kar k India mein shamal kar diya.
Durand
Line aur Redcliff Award revisit kar k, restructuring kar k 1901 mein Punjab say alug kiya jaanay waala Punjab ka western area waapas Punjab mein shaamal hoona chaheay.
Durand
Line khatam kar k Pathano ko waapas Afghanistan mein shamal karna chaheay.
Redcliff
Award khatam kar k 1947 mein Punjab say alug kiya jaanay waala Punjab ka eastern area waapas Punjab mein shaamal hoona chaheay.
Note: -
According to my analysis, due to"Great Global Game of Communication and
Energy Corridor in Waziristan and Baluchistan between America and China",
America or China, or both will need to revisit and restructure the Durand Line
and Redcliff Award to neutral the Punjabi nation from the Great Global Game of Communication
and Energy Corridor in Waziristan and Baluchistan between America and China.
No comments:
Post a Comment