KPK mein jitney Punjabi hain ous say ziyaada Pathan Punjab mein hain.
Pathan, Urdu Speaking Hindustani Muhajir aur Baloch nay na sirf Sammat, Hindko
aur Brohi Qoomon ki zameen par qabza kiya howa hy balkay Punjab ki Siyasat,
Sahafat, Sunnat, Tujaarat, Sarkari Nokrion aur Zamino par bhe yeh Pathan, Urdu
Speaking Hindustani Muhajir aur Baloch qubza kartay ja rahay hain.
Sind,
Karachi aur Baluchistan mein rehnay waalay Punjabion ko chon k Sind aur
Baluchistan ki provincial governments aur Karachi ki local government mein
representation nahi di jaati es liay, na tu Sind, Karachi aur Baluchistan k
Punjabion ka political point of view samnay aata hy aur na he Sind, Karachi aur
Baluchistan k Punjabion ko political rights aur government facilities mil paati
hain.
Baluchistan
k Baloch area, Sind k Sindhi area aur Punjab k South k area mein Baloch,
Baluchistan aur KPK k Pathan area mein Pathan, Sind k Muhajir area mein
Muhajir, local level par apni social aur economic domination qaim rakhnay k
sath sath Sammat, Hindko aur Brohi Qoomon par apna Raaj qaim rakhna chahtay
hain. In ko personal interests say itni ziyaada garz hy k Pakistan k collective interests ko bhe yeh
na sirf nazar andaaz kar rahay hain balkay Anti-Pakistan elements ki
sponsorship aur support laynay aur un k liay proxy politics karnay ko bhe
ghalat nahi samajhtay.
Pakistan
ko Punjabi, Sammat, Hindko aur Brohi Qoomon ki zameen par bunaaya gayaa hy.
Punjabi,
Sammat, Hindko aur Brohi he Pakistan ki assal Qoomain hain.
Punjabi,
Sammat, Hindko aur Brohi ki apni zameen k sath sath apni zabaan, apni saqafat,
apni tahzeeb, apna rasm rawaaj hy.
Es liay ..........
Pakistan
ki 60% population Punjabi hy jis ki wajaah say Pakistan ki establishment,
business aur politics par dominating role Punjabiyon ka hy, es liay Pathano,
Urdu Speaking Hindustani Muhajiron aur Balochon ka bazahir target Punjab ka woh
Punjabi hota hy jo Establishment mein ho, Business mein ho ya Politician ho
laykun Punjab mein rehnay waalay Punjabi ko ammli tour par yeh Pathan, Urdu
Speaking Hindustani Muhajir aur Baloch, koe nuqsaan nahi ponhcha paatay aur na
Punjab k Punjabiyon k sath in ka direct clash of interest hy. Es liay Sammat, Hindko
aur Brohi Qoomon par apni baalaadusti qaim rakhnay k sath sath in ka assal
nashaana Baluchistan, KPK, Karachi aur Sind mein rehnay waali Punjabi community
ka woh Punjabi he hota hy jo Baluchistan, KPK, Karachi ya Sind mein permanently
settle hy.
In wajohaat
ki bina par.........
Pakistan
k provinces mein communities k disputes ko redress aur resolve kiay baghair ab Pakistan
mein nations k conflict ko resolve karna mushkal he nahi balkay Na-Mumkin hota
ja raha hy . Kyon k Pakistan k her province mein population mix ho chuki hy .
Aysa na ho k future mein communities ka issue kisi bari qatal gharat giri ka
sabub bun jaay.
Pathano,
Balochon aur Urdu Speaking Hindustani Muhajiron ki sooch bachaar k liay Teen
Baatein pesh khidmat hain.
Pehli
baat k East Pakistan k Bangladesh bun jaanay k baad yeh West Pakistan, Pakistan
nahi Punjabistan hy, ab es Punjabistan ka naam Pakistan he kyon na rakh diya
gayaa ho.
Es
liay Pathano, Balochon aur Urdu Speaking Hindustani Muhajiron ki ghalat fehmi
hy k es Punjabistan say Punjabi aik inch zameen ka tukra bhe alug honay dain
gay.
Dosri
baat yeh k ab es Punjabistan ya Pakistan par Raaj Punjabi ka he rahay ga.
Provincial
affairs ki policy making aur decision taking k liay Sammat, Hindko aur Brohi Qoomon
ko un k apnay apnay provinces mein Punjabi Qoom support karay gey .
Punjabi
Qoom National aur International policy making aur decision taking mein Sammat,
Hindko aur Brohi Qoomon ko Pakistan ki assal Qoomain honay k naatay apnay saath
rakhay gey.
Teesri
baat k Pathan hon, Baloch hon ya Urdu Speaking Hindustani Muhajir, ab Punjabiyon
mein honay waali Siyaasi Sooch ki tabdeeli say samjhoota karna seekhain.
Ab
Sammat, Hindko aur Brohi Qoomon ko apnay apnay province mein Pathan, Baloch aur
Urdu Speaking Hindustani Muhajir ki baala dusti say najaat millay gey.
Jub k
Pathan, Baloch, Urdu Speaking Hindustani Muhajir k liay Punjabi Raaj ab in ka
Naseeb bun chuka hy.
No comments:
Post a Comment