Sindhi
Jinnah ko 1945 tuk Punjabi Muslman Kafir-e-Azim kehtay thy. Chon k, 1937 k
Punjab k election mein Sindhi Jinnah ki party Muslim League ko, jis k Punjab
mein president Allama Iqbal k honay k bawajood, Punjab bhur mein sirf 2 seats
milli thein aur Sir Sikandar Hayat, Sir Chhotu Ram, Sardar Baldev Singh ki
leadership mein Unionist party ko Punjabiyon nay apna mandate diya tha, es liay
1946 k election mein Sindhi Jinnah nay Punjab mein rehnay waalay Arabic
background Peeron, Baloch background Sardaron, Pathan background Jageerdaron
aur mafaad parast Punjabiyon ko apnay sath milla kar, Punjab mein Mazhbi nafrat
phylanay k liay, UP k area say Devobundi aur Brailvi molvi Punjab laa kr, Aligarh
k sazshi aur sharaarti Urdu Speaking Hindustaniyon ko Punjab k election mein
bulwa kr, Punjab ko Secular Punjab say Mazhbi nafrton waala Punjab bunna kr,
Punjab aur Punjabiyon ki 1920 say representation krnay waali Muslman
Punjabiyon, Hindu Punjabiyon, Sihk Punjabiyon, Christian Punjabiyon ki secular
political party, Unionist ko khutum karwa diya.
Kya Sindhi
Jinnah, 20 lakh Punjabiyon ka qatal, 2 crore Punjabiyon ko displace krwaanay
waala, Punjabi Qoum ko “Direct Action Day” k zariay aapus mein lurwaanay waala,
Pakistan k qiyaam k waqt, Punjab ko divide krwa kr kuch Punjab ka hissa India
aur kuch Pakistan mein shamal krwa kr khud Pakistan ka Governor General bunnay aur
Uttar Pradesh k Urdu Bolnay walay Hindustani Liaquat Ali Khan ko Pakistan ka
Prime Minister bunaanay waala shakhs tha?
Note;-
Baraay meharbaani jazbaati honay k bujaay sawal ka jawab dalaail k sath dain.
Nawazish Hogi)
No comments:
Post a Comment