Bureaucracy, Business, Education, Establishment, Political
Parties, Public Services, Media Organisations , Skilled professions par
domination karnay k mooqay , urban areas mein rehnay waalon ko, rural areas mein
rehnay waalon ki nisbat ziyaada miltay hain.
Urdu Speaking Hindustani Muhajiron nay Pakistan k buntay
he Pakistan k tamaam baray baray cities par qabza kar k Bureaucracy, Business,
Education, Establishment, Political Parties, Public Services, Media
Organisations , Skilled professions par domination hasil kar k Pakistan ki assal
Qoomon , Punjabi, Sindhi, Pathan, Baloch, par supremacy hasil kar lee.
Es waqt tak sirf Punjabi he Punjab k urban areas say Urdu
Speaking Hindustaniyon ka qabza khatam karnay mein kamyaab ho kar Bureaucracy,
Business, Education, Establishment, Political Parties, Public Services, Media
Organisations , Skilled professions par domination domination hasil kar k Urdu
Speaking Hindustaniyon ki domination aur supremacy khatam karnay mein kaamyaab
hoay hain.
Baluchistan mein Balochon k rural areas mein rehnay ko
priority daynay ya Baluchistan k areas say migrate ho kar Sind aur Punjab k
rural areas mein settle honay k trend ki wajaah say urban areas hain he nahi .
KPK mein Pathano k Sind aur Punjab k urban areas mein ja
kar settle honay k trend ki wajaah say urban areas develop nahi ho sakay laykun
Pathano k Sind aur Punjab k urban areas mein settle ho jaanay ki wajaah say
Pathano ko kisi had tak Bureaucracy, Business, Education, Establishment,
Political Parties, Public Services, Media Organisations , Skilled professions
Mein shamal honay ka mooqa mila laykun domination karnay ka nahi .
No comments:
Post a Comment