1940 k
resolution k waqt jo Punjab ab hy yeh tha ya United Punjab tha?
1947 mein
Punjab agar decision taking position mein tha tu Punjabi Qoom k Subcontinent ki
3rd bigger nation honay ki wajaah say Punjab ko divide karwaa kar Punjab ka aik
part India aur doosra part Pakistan mein shaamal karwaanay k bajaay Punjab ki
he haisiyat say, Dehli say laykar Peshawar aur Kashmir say laykar Kashmor tak k
area ki aik independent state na bun jaata , jis mein India ki 560 princely
states mein say kuch princely states ko shamal hoona parta ?
No comments:
Post a Comment