Saturday 16 January 2016

Durand Line Aur Redcliff Award Revisit Honay Chaheain.

KPK ka area 1901 say pehlay Punjab ka part tha jis ko British nay Punjab say kaat kar NWFP bunna diya jub k 1893 mein British nay Durand Line k zariay Pathtoon areas Afghanistan say alug kiay aur 1947 mein British nay Redcliff Award k zariay Punjab ka eastern part alug kar k India mein shamal kar diya.

Durand Line aur Redcliff Award revisit kar k, restructuring kar k 1901 mein Punjab say alug kiya jaanay waala Punjab ka western area waapas Punjab mein shaamal hoona chaheay.

Durand Line khatam kar k Pathano ko waapas Afghanistan mein shamal karna chaheay.

Redcliff Award khatam kar k 1947 mein Punjab say alug kiya jaanay waala Punjab ka eastern area waapas Punjab mein shaamal hoona chaheay.

Note:- According to my analysis, due to"Great Global Game of Communication and Energy Corridor in Waziristan and Baluchistan between America and China", America or China, or both will need to revisit and restructure the Durand Line and Redcliff Award to neutral the Punjabi nation from the Great Global Game of Communication and Energy Corridor in Waziristan and Baluchistan between America and China.

No comments:

Post a Comment